Mene kb a lu piyaz ki baat ki

mene to gujraat ke mahan hastiyo ki baat ki he


haan hamari life adhuri he piyaz ke bina

eid mubark aap ko and aap ki femili ko

Most Common Dialogues During Exam:
1. Saale kitna likhega..??
.
2. Abe zor se bol na kuch sunai nai de raha...
.
3. Madam I was asking for the eraser..
.
4. Bata na fattu koi nai dekh raha
.
5. Yaar ye chapter kab karvaya tha..??
.
6. Yar ek din or mil jaata to padh lete..
.
7. Lag gayi bhai aaj
.
8. Paper kisne set kiya hai.??
.
9. Paper kaisa tha..??
.
10. Sheet ko thora right main rakhna aur
khud thora khisak ke beth... han abb dikhayi
dee raha hai..
.
And The Famous one
.
11. Bhagwaan bus is baar paas kardo.. Maa
Kasam.. next tym acche se padhayi
karunga...




