Mah-e-Ramzan Mein..
Apni Duaon K Khas Lamhat Me
2 Jahan Ki Afiyat Mangna,
Dozakh Se Nijaat Mangna,
Rizq-E-Halal
Husn-E-Akhlaq Mangna,
Ishq-E-Rasool
Shukar Karne Wali Zaban
Aur
Sabar Karne Wala Dil Mangna.
,*, RAMZAN MUBARAk,*,
♥♥Mat Kar Itni Mohabbat Ae Dil
Pyar Ka Dard Tu Seh Na Payega
Toot Jayega Kisi Din Apno K Haathon Se
Kisne Toda Ye Bhi Kisi Se Keh Na Payega♥♥
Rok To Lon In Ankhon Ko Tjhy Dekhny Se...!!
Mager Is Dil Ka Kiya Kron Jo
Dharakta Hai Srf Tery Liye....!!
♥♥Es Duniya Mai
Sirf Bina
Swarth Ke
Maa Bhap Hi
Pyar Kar Sakte Hai!♥♥
▬▬▬▬▬▬▬▬ ♥=♥=♥ ▬▬▬▬▬▬▬▬ ѕαмαנн мαι кυ¢н иαнιи αтα мσнαввαт кιѕкσ кєнтє
нαιи,
.
.
.
мαgαя ιтиα ѕαмαנнтα нυи кє ∂ιℓ мαι ∂αя∂ нσтα нαι.. _____ ▬▬▬▬▬▬▬▬ ♥=♥=♥ ▬
♥♥Kisi shayar ne kya khoob kaha hai..
Alfaaz to bahut hai mohabbat bayan karne ke liye,
Pr Jo khamoshi nahi samajh sakte,
Wo Alfaz kya SamJhenge...♥♥
♥Aksar Wo Humse Puchte Hai Ki..
Kya Zindagi Hai Aur Kya Mout.....?
Hum Khamosh Rehte Hai Or Dil Hi Dil Main Kehte Hai
Ki.....
"Tujhe Paa Liya To Zindagi Aur Kho Diya To Mout Hai.....♥♥
i m fine what about u ap kaha se ho
♥SAD STORY IN LOVE
LADKA aur LADKI car me khamosi se
ja rahe the LADKA 1 Letter LADKI
ko deta hai LADKI Letter Padhne se
pehle hi LADKE ko kheti hai ki,Mujhe
aab tum se pyar nahi hai,Mai tumhe chhod
rahi hu.Achanak ek tez raftar wali car unki
car se takra gai LADKA usi waqt mar gaya,
LADKKI bach gayi phir LADKI ne wo Letter khola
to uske ANKHON se ANSU gir pade.US Letter me likha
tha"JIS DIN TUM MUJHE CHHOD DOGI USI WAQT HI
MAI MAR JAUONGA"♥
Asalamualaikum kheriat se haina aap zaara lagta hai aap hume bhul gai new id bnai apne kamse kam add to karna thana apko kher koi baat nhi sayad aap ne is bad freind ko bhula hi diya hoga
♥Hundreds of stars in the pretty sky,
Hundreds of shells on the shore together,
Hundreds of birds that go singing by,
Hundreds of lambs in the sunny weather.
Hundreds of dewdrops to greet the dawn,
Hundreds of bees in the purple clover,
Hundreds of butterflies on the lawn,
But only one mother the world wide over.
God made a wonderful mother,
A mother who never grows old;
He made her smile of the sunshine,
And He moulded her heart of pure gold;
In her eyes He placed bright shining stars,
In her cheeks fair roses you see;
God made a wonderful mother,
And He gave that dear mother to me.
Pat O'Reilly
Mother's Love
Her love is like
an island in life's ocean,
vast and wide
A peaceful, quiet shelter
From the wind, the rain, the tide.
'Tis bound on the north by Hope,
By Patience on the West,
By tender Counsel on the South
And on the East by Rest.
Above it like a beacon light
Shine Faith, and Truth, and Prayer;
And thro'the changing scenes of life
I find a haven there.
I LOVE YOU MOM.♥
♥♥3 Cheezain 1 Jaga Parwarish Pati Hain
1-PHOOL
2-Kantay
3-Khushbu
3 Cheezain Her 1 Ko Milti Hain
1-Khushi
2-Gham
3-Mout
3 Cheezain Her 1 Ki Juda Hoti hain
1-Surat
2-Seerat
3-Qismat
3 cheezon ko kabhi chota mat smjhna
1-Karz
2-Farz
3-Marz
3 chezain kabhi na thukrao
1-khuloos
2-Tohfa
3-Muhabbat
3 cheezen Allah ko bohat pasand hen.
1- Garmi ka roza
2- Sardi ka wazu
3- Jawani ki ibadat
TrUe!
I LOVE ALLAH♥♥♥
♥♥Dard hua to dil se awaz aye maa
Takleef hue to yaad teri aye maa
Jab Sab na chod diya Mutlabi bewafa kah ke
Phir muje tere achal ki yaad aye maa
Main kitna badnaseeb hoon
Logo se pyaar maanga maine Mile muje Tanhai
Tune Bin maanga Kitna piyaar diya
Aur main teri hi kadar na kar saka maa
BadGumani mein har ek ko maine Seene se lagaya
Bus Badnaseebi to dheko bus tujhe hi apne gale se na laagaya maa
Duniya ki ranginyon mai kohya raha
bus ek tujh hi ko bhool ke sab ke piche bhagta raha
Teri Tanhaiyon mein ek pal bhi tere saath na raha
Main badnaseeb teri maafi ka kabil bhi na raha
Jab Hosh mein aya To maloom hua ke
kiyo apna nahi bus tere siwa maa
Teri goad main sar rakh ke ro ro ke mout-e-faryad ki dua ki
Maa ne rote rote apni zindagi apni khushiya bhi mere naam ki
Main Kitna beaqal kamzarf hoon
Tera khwab bhi pura na kar saka main tere liye kuch bhi na kar saka maa
Maine kitna dukh diya
Aur tune uff tak na ki maa
tune kabhi na saath chora
Na kabhi kuch kaha mujhe tune maa
bus ek khwab hai zindagi ka
beshak kuch mile na mile
main kuch bano ya na bano
bus ek arman hai zindagi ka
Main ek dafa teri goad main sar rakh so sako maa
woh sakoon-e-neend pana chahta hoon maa
Bohat dard ho raha hai maa
apne hathon se mere zakham-e-dard ko mita do maa♥♥